varshon pahile humne haal sunana chhod diya
aaj jo sunane ka man hai, kambakht lab hi nahi hilte
yun toh aaj bhi humare paas, kami nahi hai labjon ki
kasur toh tumhara hai, jo humse pahile ki tarah nahi milte.
[S.W.]
Tuesday, September 12, 2006
Thursday, September 07, 2006
Would you lie with me?
If I lay here
If I just lay here
Would you lie with me and just forget the world?
I don't quite know
How to say
How I feel
Those three words
Are said too much
They're not enough

Forget what we're told
Before we get too old
Show me a garden that's bursting into life
Let's waste time
Chasing cars
Around our heads
I need your grace
To remind me
To find my own

Friday, September 01, 2006
Talash
Apni manjil ki talash me , chalta chala jaata hoo
kabhi aage chala jaata hoo, toh kabhi pichhe chala jata hoo..
aisa bhi aksar hota hai, jab manjil se ek kadam pichhe hota hoo
kadam ladkhada jaate hain , me pichhe chala jaata hoo..
kai baar yun bhi hota hai, jab me manjil par hota hoo
koi ishara aage kar deta hai, me aage chala jaataa hoo...
kai baar aisa bhi hota hai, jub manjil mil jaati hai
khwab toot jaata hai, me uthkar chala jaata hoo..
Aisa bhi hota hai jab, lagta hai karoo khuda par etbaar
manjil ko paane ke liye, uske dar par chala jaata hoo..
ise paane ki khatir, kabhi khud ki najron se gir gaya
manjil toh na mil paayi, par ab bhi chala jaata hoo...
[Self written]

Ab toh chale aao
kabhi udaas mausam hain kabhi milne chale aao
dukhon main hum to gumsum hain kabhi milne chale aao
tumhare baad kaise royange is dil ki nagri main
sabhi chiragh maddham hain kabhi milne chale aao
tumhare paas to hongi zamane bhar ki sab khushian
hamare paas to gham hain kabhi milne chale aao
tumhari yaad ab dil ko bahut taklif deti hai
nigahain bhi to purnam hain kabhi milne chale aao
lage hain zakham kitne dil pe mohabbat main
tumhare lafz marham hain kabhi milne chale aao
bahut hamdard hain yun to hamare bhi zamane main
magar phir bhi bahut kam hain kabhi milne chale aao
in linon par zara gaur farmaiye-----------
yeh patther hi na ho jaain nigahain dekhte-delhte rasta
k khushian bhi to beraham hain kabhi milne chale aao
na jane kab '' HAM '' haar de saanson ki bazi
ab ya sansain teri muntazir hain kabhi milne chle aao.

Tamanna
Apne Anjaam Ki Tamanna Hai
Ghum Ko Kohram Ki Tamanna Hai
Yeh Bhi Kitna Ajab Hai "RAJ"
Dil Ko Aaram Ki Tamanna Hai
Mujh Ko Hai Arzoo Ghumnami ki
Aur Tujhe Naam Ki Tamna Hai
Itna Ukta Gaya Hoon Sehra Say
Ab Dar-O-Baam Ki Tamanna hai
Meri Ankhen Tumhara gham Chahen
Shaam Ko Shaam Ki Tamanna Hai
Naik Nami Nahi Meri Manzil
Tere Ilzam Ki Tamanna Hai
Teri Ankhon me dekhtaa hoo aksar
Inme apna aks dekhne ki tamanna hai
saanse bhi tooti ho agar kisi waqt tab
hontho par sirf tere naam ki tamanna hai

Subscribe to:
Comments (Atom)